Tomato,Tomato soup- टमाटर- benefit, Hindi mein
Tomato,Tomato soup- टमाटर. Ek aaisi sabzi jo lagbhag har khane ki zarurat hoti hai ye har ghar me pae jane wali aam sabzi lekin isse aam sabziyon ka power house bhi kahsakte ho hai kuch log isse salad k tour par istemal karte hai kuch isse beauty product me bhi ye kaam aati hai kuch iski chatni bana kar istemal karte hai. to kuch iska soup pite hai to bohot se sabziyon me tomato ka istemal hota hai lekin kya aap iske faide jaante ho is ek sabzi me
- Potassium.
- vitamin-C.
- Vitamin-A
- Vitamin-B6
- Phosphorus.
- Copper.
- Pholate.
- Vitamin-K
- Niacin.
Is me pae jate hai.
Tomato, Tomato soup- टमाटर benefits.
1): aankho ki roshni badha ne k liye टमाटर faide mand hai isme vitamin-A k sath phitochemical, lutein, Anti-oxident, aur lycopene hote hai jo aankho ko kisi B prakaar k nuksan se bachate hai.
2): sujan ko door kare.
Tomato, Tomato soup ka roz sewan hamare jism me moujood kisi bhi tarah ki sujan ko kam karne me madad karta hai.
3): balo ki samasyao se bache.
Jinko balo se judi samasya ho wo Roz टमाटर ka istemal kare isme moujood vitamins aur iron balo ka jhadna aur sukhe bejaan balo ko theek karta hai.
4): pet k kide.
Jinko pet me kide hone ki samasya hai wo Roz subah nihar pet aadha glass Tomato soup me kala namak Mila kar khae isse jald he pet me moujood kide khatam hojaege.
5): bhook badhae.
Jinhe bhook na lagne ki pareshani ho wo Roz 5-6 Tomato, Tomato soup me Kali mirch mila kar piye isse bhook badhni shuru hojaegi.
6): keel muhaso k liye.
Jinko keel muhaso ki samasya ho wo Roz pake huwe Tomato soup me Kali mirch mila kar subah shaam piya kare isse keel muhase khatam hojae ge sath he garmi bhi nahi hogi.
7): bacho ko sandaas nahi hote.
Jin bacho ko sandaas nahi hote unko roz टमाटर ka juice pilae isse kuch he waqt me unki ye pareshani door hojaegi.
8): jin bacho ko chashma laga ho.
Bacho ko chashma laga ho unhe roz kate huwe टमाटर chote chote pieces karne usme kali mirch mila kar 4 mahino tak khilae in bacho ka chashma utar jaega.
9): garbhwati mahilaeo k liye.
Garbhwati mahilaeo ko roz टमाटर khana chahiye ya iska ras pina chahiye isse unke garbh k liye kafi laabdayak hoga.

Tomato, Tomato soup Kin logo ko nahi khana chahiye.
1): hadd se zyada Tomato, Tomato soup Nahi khana chahiye din bhar me sirf 1 ya 2 warna sar dard ki shikayat shuru hosakti hai kyuki isme vitamin-C ki itni zyada matra hoti hai k ye hamare jism me vitamin-C hadd se zyada badha deta hai isliye din bhar me sirf 1 ya 2 tamatar he khae.
2): jinko gurdo me pathri ki pareshani hai wo kacha टमाटर na khae aur iske beenj (seeds) hargiz na khae isse pathri me izafa hojata hai.
3): jinko digestion ki pareshani hai wo टमाटर ko kacha salad me na khae.
4): jinhe raktachap ki samasya hai wo bhi kacha टमाटर na khae isse unki rakt ki nali chaudi hosakti hai.
Comments
Post a Comment