Banana, केला- kela, healthiest fruits- banana juice benefit Hindi mein
Banana,केला- ek aaisa poshtic phal hai Jo har umar k logo k liye faide mand bhi hai aur maze dar bhi kele me doosre phalo k muqable zyada poshtic hota hai aur ye phal saal bhar hamare bazaro me aasani se milta hai.
Bohot sare log kele ko wazan ghatane ya badhane k liye diet k roop me istemaal karte hai lekin aksar logo ko pata hai k kela kab kitne kaise khana hota hai chaliye ye bhi pata karlete hai.
kya aap jaante hai kele k kitne aur kya kya faide hai.
Nahi to aaj jaan Jaoge.
Banana, केला- me iron, fiver, vitamin kafi matra me paya jata hai isliye kele khane walo me energy level sadharand vyakti se zyada hota hai.
- Calories. /Vitamin-A.
- Vitamin-B6. /Diatery fiber.
- Sugar. /Saturatedfat.
- Polyunsaturated fat. /Iron.
- Carbohydrates. /Sodium.
- Potasium. /Magnesium.
Banana, केला banana juice benefits.
1): kele me vitamin-A hota hai Jo aankho k liye laabdayak hai Roz kela khane walo ko aankho ki pareshani ko door karta hai.
2): kela khane se pachan tatv sahi rahta hai khana khane k baad kela khane se khana pachane me madad milti hai.
3): weight gain karne me kela bohot laabdayak hai Roz 2-3 kele khane ya banana juice pine se wazan badhane me madad milti hai.
4): isme vitamin-B6 hota hai Jo hamare dimag k liye acha hota hai.
5): agar aap kela doodh me Mila kar Roz 2-3 khae to isse hamari twocha shini rahti hai aur keel muhaso k dhabbe mitne lagte hai.
6):kele k rozana istemaal karne se alsar, wazan badhane, khoon ka Na badhna, kidney disorder, khoon ki kami, Bawasir, constipation, high blood pressure, rato ko neend Na aane, kamzori jaise kai rogo se ladne me madad karta hai.
1): Jinka wazan pehle se he zyada hai unhe kela ya banana juice zyada nahi khana chahiye Roz 1 bohot hai isse zyada khane par wazan badhane sakta hai kyuki kele me sugar, calories, carbohydrates zyada hota hai.
2): jinko diabetes hai unke kela. Nahi khana chahiye kyuki isme moujood sugar ki wajah se unka sugar level badh sakta hai.
3): jinko sar dard ki pareshani rahti hai unhe bhi banana, केला- ka sewan nahi karna chahiye kyuki kele me migrane hota hai jisse inka sar dard aur badh sakta hai.
4): jinko kidney ki pareshani hai un logo ko bhi kele ka sewan nahi karna chahiye kyuki kele me moujood potassium kidney ki pareshani aur badha sakta hai.
Comments
Post a Comment