Guava, अमरूद- amrud, healthiest fruits- Guava juice benefits, Hindi mein
Guava,अमरूद- jise hum amrud ya jam ya jam phal bhi kahte hai isse koun nahi Janata kuch log isse paka huwa pila hone k baad khana pasand karte hai to kuch log light green (gajra) khana pasand karte hai is par namak mirch laga kar khane k to kya kahne uska apne alag he maza aata hai Jo lagbhag kisi bhi friuts me nahi aata Amrud khane k itne zyada faide hai k isse ghareeb ka seb (Apple) bhi kaha jata hai
lekin kya aap amrud k faide jaan te hai.
Agar nahi jaante to aaj aapko bhi pata chal jaega.
Isme vitamin-c, fiber, aur kai ahem minerals ka badiya sroth hote hai.
- Calories. /Vitamin-A.
- Vitamin-B6. /Vitamin-C.
- Diatery fiber. /Sugar.
- Carbohydrates. /Calsium.
- Magnesium. /Iron.
- Protein. /Saturatedfat.
- Sodium. /Potasium.
- Polyunsaturated fat. /Monounsaturated fat.
Guava, अमरूद- Guava juice benefits.
1): isme moujood vitamin-c santre se 4 guna zyada vitamin-c Jo ache anti-oxident ka kaam karta hai hai Jo hamare shareer k rog pratirodhak shamta me badotri hoti hai.
2): motape se pareshaan logo k liye Amrud kafi faide mand hota hai isme cholesterol aur carbohydrates ki matra kam hoti hai jisse wazan kam karne me madad multi hai.
3): Amrud me miyaseen hota hai aur ye vitamin-D ka bhi acha source hai jisse Jo blood circulation bahtar hojata hai.
Isme me fridokscene namak tatv hai Jo dimag aur naso ko relax karta hai.
4): jinko khasi horahi ho wo Amrud ko halka sa bhoon le bina kisi bartan k alag par sirf halka sa bhoon kar khae isse khasi ki shikayat door hojaegi.
5): Jin bacho k peth me kide ho unhe Amrud khilaya jae ya Guava juice pilaya jae to wo kide saaf hojate hai.
Guava, अमरूद Dil k mareez khae.
6): jinko dil ki bimari hai wo log Roz ek Amrud khae ye phal dil k sabhi bimariyo k liye bohot faide mand hai.
7): jinko bawasir hai wo bhi jam khae ye phal bawasir ko bhi khatam karta hai.
8): Guava, अमरूद- me calcium, phosphorus, kafi matra me paya jata hai ek research se pata chala hai k Roz ek jamphal khane se high blood pressure normal me aajata hai.
9): jinko matli ulti (warmting) horahi ho wo ek Amrud par namak laga kar khae isse ulti khatam hojaegi.
10): jam me vitamin-B9 paya jata hai Jo shareer k koshikao ko theek karne me kafi madad gaar sabit hota hai. Aur DNA ko sudharta hai.
11): jinko thairoid hai Dr unhe zyada se zyada jam khane ki salah dete hai.
12): Guava (अमरूद)- me moujood vitamin-B aur vitamin-A balo ko mazboot karta hai, hamari twocha ko chamak daar banata hai, aankho ki samasya ko door karta hai.
13): Amrud se sardi zuqaam kam hojate hai hamare yaha kaha jata hai k amrud khane se sardi hojati hai lekin ye qayali bate hai isme moujood vitamin-B aur vitamin-A sardi ko door karne me laabdayak hota hai.
Comments
Post a Comment