Fig, Anjeer- अंजीर, healthiest fruits- Anjeer ke fayde, Hindi mein
Fig, Anjeer- ek aaisa swadist phal hai Jo swad k sath sath hamare liye faide mand bhi hai.
Research k mutabik अंजीर
me vitamin-A, calcium, Vitamin-B1, Vitamin-B2, fasforic, aur iron, jaise faide mand cheeze pai jati hai.
me vitamin-A, calcium, Vitamin-B1, Vitamin-B2, fasforic, aur iron, jaise faide mand cheeze pai jati hai.
Waise to is phal k liye zyada tar mashoor hai k ye garam hota hai !
Lekin aaisa bilkul nahi hai ye phal thanda bhi hai aur garam bhi agar isse raat ko pani me bhigo kar rakhe aur subah khae to ye thanda hota hai.
Wahi agar isse doodh me ubaal kar ya aaisa he kaccha ya dry khae to ye garam hota hai.
Aap jab bhi isse garmiyo me khae to raat ko pani me bhigo kar subah khae.
Agar sardiyo me kha rahe ho to isse doodh me boil karke ya aaise he kha sakte ho.
- Calories. /Vitamin-A.
- Vitamin-B6. /Vitamin-C.
- Sugar. /Carbohydrates.
- Protein. /Magnesium.
- Calsium. /Iron.
- Saturatedfat. /Polyunsaturated fat.
- Monounsaturated fat. /Potasium
Fig, Anjeer ke 6 fayde
1): bar bar urine aane ko rokta hai.
Jinko urine bar bar aane ki pareshani hai unke liye अंजीर faide mand hai jinko aaisi problem hai wo Anjeer ko doodh me boil karke ya aaise he sukha dry kha le.
2): khoon ko saaf karta hai.
Is phal ko raat me pani me bhigo kar subah iska paste bana kar kha le to fig - (अंजीर)
khoon badha ta hai sath he khoon saaf karta ha
khoon badha ta hai sath he khoon saaf karta ha
3): Bawasir ko khatam karta hai.
Bawasir ko khatam karne k liye अंजीर bohot faide mand hai. Isse aap raat ko pani me bhigo kar subah kha le to ye bawasir ko khatam kardega.
4): kabz ko door karta hai.
Jinko kabz ki pareshani hai unke liye अंजीर kafi faide mand hai aapko isse Roz subah Shazam pani me bhigo kar khana hai.
5): Asthma ko khatam karta hai.
Asthma k Jo mareez hai wo Roz अंजीर khae isse dry fruit ki tarah nahi khana sardiyo me doodh me boil karke khana aur garmiyo me pani me bhigo kar khana hai.
6): haddiyo aur mussels k liye faide mand.
Jinko haddiyo me dard rahta hai ya mussels me khichaou ya dard rahta hai unko अंजीर Roz khani hai garmiyo me subah pani me bhigo kar khae aur sardiyo me jaise chahe khae doodh me boil karke ya dry fruits ki tarah bus pani me Na bhigae.
अंजीर kacha bhi aata hai aur sukha bhi sukhe anjeer k bohot sare fayde hai to aap isse kacha khae ya sukha ye har roop me aapke liye faydemand hota hai bus iski zyada tadaad me istemal na kare ek niyamit roop me he khae
अंजीर kacha bhi aata hai aur sukha bhi sukhe anjeer k bohot sare fayde hai to aap isse kacha khae ya sukha ye har roop me aapke liye faydemand hota hai bus iski zyada tadaad me istemal na kare ek niyamit roop me he khae
Fig - (अंजीर) k nuksaan kya kya hai.
1): Jinka weight badha huwa hai wo isse sirf garmiyo me wo bhi pani me bhigo kar khae Anjeer weight ko badhata hai sardiyo me pani me bhigo kar Na khae kyuki pani me bhigo ne se ye phal thanda hojata hai garmiyo me ye garam hojata hai Issi liye weight jinka pehle se he zyada hai wo isse din me ek do he khae wo bhi garmiyo me sardiyo me Na khae.
2): Jinko dast hai wo isse hargiz Na khae.
3): diabetes patient isse Na khae.
Fig , Anjeer- meetha hota hai isliye ye diabetes ko badha sakta hai to diabetes patient isse hargiz Na khae.
Thanks for giving us useful information, if you see more check this site 10 Best Food Items to Boost your Immunity in COVID-19 and improve your immunity power at Home during quarantine.
ReplyDelete