Onion (pyaz) onion oil for hair fayde aur nuksan, Hindi mein Onion (pyaz) ek aaisi sabzi hai jiske bina khane me maza he na aae na he tadka lage ye hamare pakwano me ye itni zaroori sabzi hai chahe aap isse kacha khae chahe sabzi me paka kar ya salad kay roop me khae ye har haal me aapki sehat kay liye faydemand he hai. Ye kai prakaar me milta hai lal colour, white colour, hare colour, aur iski patti wali nasal bhi Bazaro me pai jati hai to aaiye jaante hai iske fayde aur kuch nuksan isme. Vitamin-A. Vitamin-B6. vitamin-C. Potassium. Calcium. Diateryfiber. Sodium. Sugar. Cobalamin. Iron. Magnesium. Fat. Chromium. Paye jate hai. Onion (pyaz) ke fayde. 1): diabetes kay liye. Jinhe Diabetes jaisi samasya hai unhe pyaz ka sewan karna chahiye isme chromium paya jata hai jo sugar level ko control karta hai. 2): balo kay liye. Jinhe baal jhadne ki samasya hai unhe kacha onion oil ka sewan karna chahiye sath he hafte me 2 bar on...
Benefits of fruits and vegetables in Hindi (hinglish) sabhi ko pata hai fruits aur vegetables me taqriban har bimari ka ilaaj moujood hai lekin bohot kam logo ko pata hai kounsa phal ya sabzi ya hamare gharelu istemal ka atom kis bimari ko door karne me kaam aata hai mai Issi duvidha ko apni site me door karuga kyuki qudrat ne hamare kafi sare bimariyo ka hal hamare Roz marra ki istemal k cheezo me he rakha hai hope aapke liye ye jaankari laabdayak hogi aur aapko pasand aaegi