Skip to main content

Posts

Showing posts from 2020

list of 20 fruits and vegetables and there nutrients

list of 20 fruits and vegetables and there  nutrients List of 10 vegetables and it's nutrition's. 1): spinach (पालक भाजी) nutrition's value. Carbohydrates.      / Transfat. Calories.                  / Monounsaturated fat. Polyunsaturated fat.   / Saturated fat. Protein.                   / Dietary fiber. Sugar.                      / Potassium. And sodium. 2): brinjol (बैगन) nutrition's value vitamin-A          / Protein. Energy               / Fat. lutein.                       /sugar. Beta carotein.           /Vitamin-K. Vitamin-B6.             /Niacin. Vitamin-C.               /Phosphoras. Riboflavin.               /calsium. Sodium.                   /Manganese. Magnesium.             /Iron. Zinc.                        /Potasium 3): Lady finger (भिंडी) nutritions fact . Calories.                /Saturatedfat. Dietary fiber.         /sugar. Transfat.                /Vitamin-A. Vitamin-C.            /Iron. Sodium.         

How to protect the nutrients of fruits and vegetables

How to protect the nutrients of fruits and vegetables Fruits and vegetables are the mainstay of our life, there are many nutrients that provide strength to our body, which we need every day, but it is time that we bring fruits or vegetables in stock or we have  We remain in stock, but we have to go out for some time from any work, so we can know how to keep fruits and vegetables and it's nutrients safe for a long time. How to protect fruits and vegetables nutrients. If you want to keep the tomato preserved for a long time, then put candle's momm on the top end of it, this will keep the tomato safe with its nutrients for a long time.  Simultaneously, boil the tomato in water for 5 to 7 minutes, now its skin will get loose, take it off, now cook this tomato pulp and make it liquid, then put it in ice cube and put it in the freezer.  You can use it for 1 or 2 months. Mostly fruits do not spoil quickly like pomegranate, Apple, Grapes, Guava, water Melan,

List of 5 fruits and vegetables and it's nutrition fact

List of 5 fruits and vegetables and it's nutrition fact List of 5 fruits and vegetables . 1): kiwi fruit . There are so many nutritions in Kiwi that this one fruit can remove the deficiency of many nutrients in our body. It is very beneficial in creating and cleansing the maximum blood. In Kiwi we get these nutrients.  Amount per 100 gram. Vitamin-A.      |Vitamin-B6. Vitamin-C.      |Vitamin-D. Magnesium.   |Cobalamin. Iron.                |Calcium. Carbohydrates. Calories. Mono unsaturated fat. Polyunsaturated fat. Saturated fat. Diatery fiber. Protein. Cholesterol. Potassium. Sugar. Sodium. Second one is A vegetable And that is Tomato . Tomato is a common vegetable used in our homes which is found all over the world, which is easily found in the markets. The nutrients that Tomato contains। Vitamin-A.         |Vitamin-C. Saturated fat.    |Transfat. Sodium.              |Calories. Calcium.             |Fiber. Iron.                 

Saffron, Zafran- kesar, Saffron plant, benefits of seffron- Hindi mein

Saffron, Zafran- kesar,Saffron plant, benefits of seffron- Hindi mein Saffron, Zafran - dikhne me behad khoobsurat aur khane me meetha dunya bhar me sabse zyada mahatv rakhne wale masale  me se ek hai jo kafi qeemti bhi hota hai aaj jab mai ye article likh raha hu iski kheemat 2,50000 se lekar 2,70000 tak hai iski kheeti india ke  kashmir me bade paimane par hoti hai aur ye kashmiri kesar ke naam se he sabse zyada mashoor hai. lekin dunya bhar me iski sabse zyada kheti karne wala desh iran hai uske baad spain phir india.  isse khane me lazzat ke liye istemal kiya jata hai khaas toaur par meetho me iska adhiktam istemal kiya jata hai aap isse doodh me mila kar piye ya chae (tea) me ya kisi bhi khane ki cheez me mila kar piye kesar itna kheemti hone ke sath sath hamare sehat ke liye kafi faydemand bhi hota hai to aaiye jaante hai iske fayde aur kuch nuksan ya kinhe isse nahi khana chahiye. Nutrition   Vitamin-A Vitamin-C. Vitamin-D. Vitamin-B6. Thiamine. Folate.

Spinach, Palak- spinach nutrition value, पालक ke fayde, Hindi mein

Spinach, Palak- spinach nutrition value, पालक ke fayde, Hindi mein Spinach, Palak hamare gharo me istemal hone wali aam sabzi jise bhaji bhi kaha jata hai ye sabzi kai nutrition's se bharpoor hoti hai jo hamare shareer ke liye kafi laabhdayak hoti hai aankho ki roshni badhane ke liye पालक me doosre anye bhajiyo se zyada nutrition's hote hai ye hamare nazaro me aasaani se milne wali sabzi hai to aaiye jaante hai is ke fayde aur kuch nuksan ya kinhe isse nahi khana chahiye. Spinach Nutrition's   Vitamin-A. Beta carotein. Energy. Diatery fiber. Sugar. Protein. Carbohydrates. Fat. Folate. Lutein. Vitamin-K. Vitamin-C. Vitamin-K. Riboflavin. Vitamin-B6. Niacin. Phosphorus. Calcium. Iron. Zinc. Magnesium. Manganese. Sodium. Potassium. Aur pani prachur matra me paya jata hai. Spinach, Palak- पालक, ke fayde. 1): gale ki sujan door kare . Spinach, palak me iron vitamins ki prachur matra hoti hai aap iske ras se qarara kijiye jisse khan

Capsicum-(shimla mirch) benefits aur nuksan janiye hindi

Capsicum-(shimla mirch) benefits aur nuksan janiye hindi Capsicum-(shimla mirch) ek aaisi sabzi jo dikhne me khoobsurat hone ke sath sath khane me swadist bhi hoti hai isse kai vyanjano me istemal kiya jata hai aur ye kai prakaar ki hoti hai choti badi sabhi prakar ki mool roop se शिमला मिर्च ki pehchan inhi gol aakar ki hai ye hazaro salo se sabziyon me istemal me aane wali sabzi hai jo mool roop se America ki paidavar hai lekin aaj ye dunya bhar me pai jati hai to aaiye jante hai iske fayde aur kuch nuksan ya jinhe isse nahi khana chahiye. Isme Vitamin-C. Vitamin-K. Vitamin-E. Vitamin-B6. Beta carotine. Folate. Lutein. Niacin. Riboflavin. Thiamine. Pantothenic acid. Zinc. Phosphorus. Calcium. Manganese. Iron. Magnitiam. Sodium. Potassium. Protein. Sugar. Fat. Dietary fiber. Carbohydrates. Energy. Water  Prachur matra me paya jata hai. Capsicum-(shimla mirch) ke fayde. 1): wazan kam kare. Capsicum-(shimla mirch ) hamare shareer me mou

Corona virus, Corona virus symptoms-Latest Updates, isse bachaav, Hindi mein

Corona virus, Corona virus symptoms-Latest Updates, isse bachaav, Hindi mein Benefits of fruits and vegetables Corona virus , Aaj Dunya Bhar Me Apna Kahar Barpa Raha Hai Abhi Tak is virus ne dunya bhar me logo ko pareshan kar rakha hai  aur sari dunya me is virus se abtak 3,959,103 se zyada log prabhavit hochuke hai. Aur dunya bhar me isse marne walo ki tadaad 252,573 hochuki hai. isse sabse zyada prabhavit desho me china pehla hai. jo ye virus bhi issi desh ke wuhaan shaher se nikla hai. doosra is virus se sabse zyada prabhavit desh America hochuka hai. aur teesra desh italy hain. Aur chautha desh  spain hai abhi tak is khatarnaak bimari ka ilaaj nahi mil paya hai lekin umeed hai ke jald he mil jaega is virus ko rokne ke liye dunya bhar ke har desh me toofani satah par vikalp kiye jarahe hai  Corona Virus ka India me prabhaav. Corona Virus ka India me prabhaav padna 74 dino se shuru hochuka hai abhi tak Hindustan me is Virus se prabhavit logo ki tadaat  47,650 h

Nigella (kalonji) kalonji oil ke fayde aur nuksan, Hindi mein

Nigella (kalonji) kalonji oil ke fayde aur nuksan, Hindi mein Nigella (kalonji) kay aaise aaise hairat angez fayde hai kay aap jaan kar hairan rah jaoge ye medicine aur ayurved me istemal kiya jata hai kalonji ki kheti Europe, Asia, aur Africa me sabse zyada ki jati hai. lekin hamare yaha bhi aaj kalonji ka istemal badi tadaad me kiya jaraha haiislam me kaha gaya hai k isme mout k ilawa har bimari ka ilaaj moujood hai to aaiye jaante hai iske fayde aur kuch nuksan ya kinhe isse nahi khana chahiye. Isme  vitamin-C. Vitamin-B6. Vitamin-C. Iron. Magnesium. Calcium. Diateryfiber. Monounsaturated fat. Saturated fat. Polyunsaturated fat. Calories. Potassium. Sodium. Prachur matra me paya jata hai. Nigella (kalonji) kay fayde. 1): jhadte balo kay liye. Jinhe baal jhadte hai ya baal kafi jhad chuke hai to unhe chahiye k Nigella (kalonji) kay dano ko tel me bhoon le phir isse roz ek waqt apne sar par lagae to isse balo ka jhadna band hojaega aur jinke baa

Onion (pyaz) onion oil for hair fayde aur nuksan, Hindi mein

Onion (pyaz) onion oil  for hair  fayde aur nuksan, Hindi mein Onion (pyaz) ek aaisi sabzi hai jiske bina khane me maza he na aae na he tadka lage ye hamare pakwano me ye itni zaroori sabzi hai chahe aap isse kacha khae chahe sabzi me paka kar ya salad kay roop me khae ye har haal me aapki sehat kay liye faydemand he hai. Ye kai prakaar me milta hai lal colour, white colour, hare colour, aur iski patti wali nasal bhi Bazaro me pai jati hai to aaiye jaante hai iske fayde aur kuch nuksan isme. Vitamin-A. Vitamin-B6. vitamin-C. Potassium. Calcium. Diateryfiber. Sodium. Sugar. Cobalamin. Iron. Magnesium. Fat. Chromium. Paye jate hai. Onion (pyaz) ke fayde. 1): diabetes kay liye. Jinhe Diabetes jaisi samasya hai unhe pyaz ka sewan karna chahiye isme chromium paya jata hai jo sugar level ko control karta hai. 2): balo kay liye. Jinhe baal jhadne ki samasya hai unhe kacha onion oil   ka sewan karna chahiye sath he hafte me 2 bar onion oil hair (balo)

Black pepper (kali mirch)-kali mirch benefits aur nuksan, Hindi mein

Black pepper (kali mirch)-kali mirch benefits aur nuksan, Hindi mein Black pepper (kali mirch) hamare roz marra ke istemal me aane wale masalo me se ek hai isse khane me swad badhane kay liye milaya jata hai isse ayurved me bhi istemal kiya jata hai aap isse burger me istemal kare ya sandwich, ya curry, aap isse jis bhi sabzi me istemal kare ye aapke khane me swad he badhae ga sath he health benefits bhi dega ye dunya bhar me khane me swad badhane aur medicines ki tarah istemal kiya jane wala masala hai iski paidavar sabse pehle Hindustan kay kerala me huwi lekin Aaj dunya ka pehla sabse zyada kali mirch ko ugane aur isse bechne wala desh veitnam hai doosra indonesia aur teesra Hindustan kali mirch kay 6 qisam dunya bhar me pae jate hai 2 kale colour me aur 2 white colour aur 2 anyae mix colour me. Aaiye jaante hai iske fayde aur kuch nuksan isme. Sugar. Diateryfiber. Monounsaturated fat. Saturated fat. Polyunsaturated. Potassium. Sodium. vitamin-C. Vitamin-B6.

Turmeric, haldi- turmeric powder- benefits aur nuksan, Hindi mein

Turmeric, haldi- turmeric powder- benefits aur nuksan, Hindi mein Turmeric (haldi) hamare gharo me pae jane wale masalo me ek aam masala jo sabziyon me colour lane kay liye istemal kiya jata hai jiske bina lagbhag koi bhi sabzi banana mushkil he hai chote se poudhe se Milne wali haldi apne andar bohot se benefits liye huwe hai jo adrak kay rishtey me aati hai. Iski sabse zyada kheti Asia me hoti hai jisme india aur china top par aate hai. Iska istemal kai hazaro saalo se hota aaraha hai jisme Ayurved me bhi iska istemal kiya jata hai. Aaiye jaante hai iske kuch fayde isme. Fat. Protein. Manganese. Calories. Potassium. Sugar. Iron. Fiber. Carbohydrates. Prachur matra me paya jata hai. Turmeric (haldi) ke fayde. 1): haddiyon kay liye. Roz ek glass doodh me haldi turmeric powder milakar pine se haddiya mazboot hoti hai isse hamare shareer ko prachur matra me fiber milta hai. 2): blood saaf kare. Ek glass doodh me ek chamach turmeric (haldi)

Phool gobhi, Cauliflower-benefits aur nuksan, Hindi mein

Phool gobhi, Cauliflower-benefits aur nuksan, Hindi mein Phool gobhi, cauliflower  hamare wyanjano me istemal hone wali aam sabzi hai jo apne swaad kay karand lokpriya hai isse dunya bhar me ugaya aur khaya jata hai isse sabzi me, fry karke, aur parathe waqera me daal kar istemal kiya jata hai. China aur india dunya bhar ka 60% phool gobhi ka utpaad karne wale bade utpadak hai aam tour par phool gobhi kay partiya phek di jati hai aur sirf iska safed andar ka hissa khaya jata hai lekin iske pattiyo me bhi Nutrients hote hai videsh kay kuch country's me isse iske pattiyo k sath he khaya jata hai is sabzi me hamare shareer kay liye kafi faydemand Nutrition moujood hai isme. Energy. Fat. Carbohydrates. Diateryfiber. Sugar. vitamin-C. Vitamin-B6. Vitamin-K. Vitamin-E. Thiamine. Pantothenic-Acid. Niacin. Riboflavin. Zinc. Phosphorus. Iron. Magnesium. Calcium. Potassium. Manganese. Pae jate hai Phool gobhi, cauliflower-benefits 1): jodo kay dard k

Kabuli chana, chickpeas- benefits aur nuksan, Hindi mein

Kabuli chana, chickpeas- benefits aur nuksan, Hindi mein Kabuli chana, Chickpeas   Hamare pakwano me ye zyada istemal  hone wala chana  jis bhi sabzi me jata hai uska maza dugna kardeta hai hindustan ki sabse zyada lokpriya aur sabse zyada khae jane wali sabzi chole bhature hai. chole jise kabuli chana bhi kaha jata hai mukhya 3 prakaar ka hota hai ek kabul ka kabuli doosra Desi halka hare rang ka 3rd kale rang ka indian pakwano me iska mahatvu alag he hai isse sabzi, soop, panj me bhigo kar kacha aur salad me bhi istemal kiya jata hai. dikhne me chota sa lekin apne andar kai Nutritions chupae huwe hai isme. Energy. Sugar. Diateryfiber. Carbohydrates. Monounsaturated fat. Saturated fat. Polyunsaturated fat. vitamin-C, A, K, E, B12,. Riboflavin-B2. Folate. Niacin. Thiamine. Phosphorus. Zinc. Potassium. Calcium. Iron. Sodium. Magnesium. Pae jate hai. Kabuli chana, Chickpeas benefits 1): shareer ko taqatwar banae. Kabuli chana, Chickpeas  me prote

Chukandar, beet roots- chukandar ka juice,benefits aur nuksan, Hindi mein

Chukandar, beet roots- chukandar ka juice benefits aur nuksan, Hindi mein  Chukandar, beet roots  hamare gharo me istemal hone wali ek aam sabzi jaisi he hai jise salad me ya iska juice bana kar ya kai aur prakaar se istemal me liya jata hai. Ye dunya bhar me pae jane wali sabzi hai aur iske patto me tak poshak tatv hote hai iske jadd me sukroj ki adhik matra pai jati hai aaiye jaante hai c चुकंदर kay fayde aur nuksan. Isme phosphorus. Calcium. Diateryfiber. Sugar. Carbohydrates. vitamin-1 Vitamin-B6. Vitamin-2. Vitamin-3. Vitamin-5. Magnesium. Potassium. Zinc. Iron. Sodium. Prachur matra me paya jata hai. Chukandar, beet roots  ke fayde. 1): balo ka jhadna roke. Chukandar,  beet roots  me prachur matra me potassium hota hai jo girte balo ko mazboot karne me kafi laabdayak hota hai. 2): skin kay liye. Roz subah ek glass chukandar ka juice pine se ye aapke chahre kay koshikao ko nasht hone se bachata hai aur skin ko chamakdaar banata hai