- Get link
- X
- Other Apps
Sapota, चीकू- chiku, healthiest fruits- benefits, Hindi mein Sapota, (चीकू)- ek meetha aur swadist phal jo garmiyo me aata hai iski taseer garam hoti hai jise aam tour par alag alag desho me alag alag naam se jana jata hai kahi sapota kahi chikoo kahi nispero to kahi naseberry . Ye india, Malaysia, pakistan, indonesia, Cambodia, thailand, bangladesh, Mexico, me bhari matra me paya jata hai. Isme 71% pani hota hai. Aap isse aaise he khae ya iska juice bana kar piye ya isko doodh k sath milakar iska shake bana kar piye ye aapke liye har shakal me faide mand hota hai. Is ek chote se phal me hamari sehat k liye itne gunnd chupe hai k aap jaan kar hairan rah jaoge Isme. Protein. Carbohydrates. Fiber. Fat. Magnesium. Zinc. Iron. Sodium. Vitamin-B6. Folate. Pantothenic-Acid. Vitamins. Dietary-fiber. Calcium. Folate. vitamin-C. Jaise tatv moujood hai. Sapota (चीकू)- benefits . 1): aankho k liye. Jinki aankho ki roshni kamzor ho wo sapota (चीकू)- ...
Comments
Post a Comment